Sms
January 1st, 2008 by adminJab chala chor k batlanay ki zahmat bhi na ki,
Khob tha dosti ek arsa nibhanay wala,
Dushmani k bhi tu aadaab hain aey dost bata,
Koi itna bhi na tha tujh ko batanay wala.
Posted in Uncategorized | No Comments »
Jab chala chor k batlanay ki zahmat bhi na ki,
Khob tha dosti ek arsa nibhanay wala,
Dushmani k bhi tu aadaab hain aey dost bata,
Koi itna bhi na tha tujh ko batanay wala.
Posted in Uncategorized | No Comments »
Na who farishta ho na farishtey jaisa ho
Mujhey talash hai uski jo merey jaisa ho
Merey khulus ko pehchanta ho bus kafi hai
Who koi bhi ho, kahin bhi ho, kesa bhi ho
Meri khatir marney ka hosla bhi rkhta ho
Agar kabhi rooth jaoon mein us sey to
Muskra key manayee, woh aisa ho
Jo baat karey to woh nibha bhi sakey
Iradon mein woh apney chatanon jaisa ho
Dukhon mein hansney ka hunar janta ho
Ik aisa hamsafar jo samandar kitarah gahrah ho
Us key pyaar ki thandak ho merey liye aisi
Key woh to bilkul aasman key chand jaisa ho
Woh sirf mera ho, jo nigahon mein haya rakhta ho
Umar bhar saath chalney ka azam-e-wafa rakhta ho
Jo khwab deney ko qadir ho meri aankhon ko
Meri mohabbat ko pehchan sakay woh aisa ho
Posted in Uncategorized | No Comments »
mujh se wo khafa sehi,
lakh wo bura sehi,
mujh se door door hai,
per suna hai shehr k,
rastoon peh rook ker,
abb bi ishtiyaq se,
haal poochta hai wo,
merey subaha shaam ka,
sochta hoon iss liey,
wo bewafa tu hai,
per admi bura nahi…
Posted in Uncategorized | No Comments »